Kyu aati hai ye yaad, kyu aati hai ye yaad, jab barsata hai baadal to aati hai uski yaad, jab aata hai saavan to aati hai uski yaad, jab gungunati koyal to aati hai uski yaad are is yaad ki to har ashiq hamesha karta hai fariyaad kyu aati hai ye yaad, kyu aati hai ye yaad.
|
|